📑SHARE KI INTRA DAY TRADING
⭕AAJ KA SAWAL NO.2697
Aaj kal online share khareed kar usee din bhav badh jaye to bech dete hai.
Hamare khate me se pese cut jate hai aur khareedne wale me hamara naam bhi batata hai to ye trading saheeh hai?
AAJ KA JAWAB
mazkoorah surat me jab tak shair par aap ka qabzah-cdc Na ho aage bechna Na-jaaiz hai, Aur hamari (karanchi ke darul ifta Ki jamaat) ki tahqeeqat ke mutabiq share qabza me tin din pehle nahi aata lihaza online khareedne ke baad tin din pehle bechna jaiz nahi.
📗FATAWA USMANI 3/178 Se 186
SHAIKHUL ISLAM HAZRAT MUFTI TAQI USMANI KARANCHI D. B. KI
✏Mufti Imran Ismail Memon
🕌 Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat,india
📲💻
*Rozana masail be wa tafseer pane ke liye.
🪀https://chat.whatsapp.com/KQRM0fUO6ulF8NuApfG0hj
📱💻
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islam.group