Phalo ka Badhshah Aam ko kaha jata hai aur Aam garmio main market main ata hai Aam aik mazedaar phal hai aur poori dunya main log Aam khaney ko bohat ziada pasand karte hain bache bhi bohat shoq se Aam khana pasand karte hain Pakistan main bhi Aam ko bohat ziada pasand kia jata hai aur garmi k atey hi log Aam k aney ka intezar karte hain Aam ki bohat c kisam hain jaise k Summer Anwer Nitol Chounsa Langra Dhoseri aur bohat c kisam hain jo poori dunya main khaney k liye pasand ki jaate hain Aam ko is k ailawa ice cream milkshake aur candies main bhi khaney k liye istemal kia jata hai mujhe bhi aam khana bohat pasand hain aur garmio main hum sab dost akhate ho kar Aam party ka intezam karte hain aur hum sab dost party ko enjoy karte hain
Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Nice information
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit