chukandar ke bahut acche fayde

in beetroot •  6 years ago  (edited)

image source

Chukandar anemyake bamare ko dur karta hai. Chukandar svasthy ke liye bahut fayde mand hai. Chukandar khun badhane mai bhi pahut fayde mand hai. Jyadatar log ishe katkar kar khate hai to kai isheka jyush bhi pete hai. Chukandar se apka sugar leval bhi kam rehta hai. Chukandar sarer me urja badhata hai or anerji badhti hai. Mahelao ko khun ke kame jyada hote he ishliye unhe chukandar khana cahye. Chukandar me faybar hota hai Yah cabj ko dur karne mai dvai ka kam karta hai. Chaukandar lal ya begane rang ka hota hai.

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!