Shayari competition

in d •  7 years ago 

thak haar kar jo tum aa gaye. aihsaah talab vo seher bha gaye. mera dil bhi yun zaalim sa tera aihsaah dila jata hai. main nafrat se door hua. par tu sapna hai mera. jo nafrat se hame pyaar sikha jata hai

Zakhmi dil Mera Araam Pata hai, zikr tera mjhe sukoon dilata hai, jab bhi tm mjhse milte ho mohobbat ka mausam aa jaata hai

Abhishek kumar sharma: ye mausam tere ishq ki riwayat kahoon ya sifarish uss beeti chand se baat ki. main aaj bhi nazarein gin kar tumhe aahein bharta raha. tumhe megh samjhkar har aansoon ko yun ret samajhta raha.

Abhishek kumar sharma: ye ladki koi shikhayat nhi jo ish se ta ka raasta hai. ye padhai hai miss.studpity. kharab bana pasta nhi

Yeh ishk Mera hai, ispar Hak Mera tm iski hakdar thi pr tm pr Ehsan Mera hai, mohobbat mangi thi tmse.. Meharbani ni... Na roenge na gine ge najare.. KAi yaar hai mere jinki dosti pr naam sirf Mera hai

Abhishek kumar sharma: inayat bin jiski sifar si meri jaan thi. hoton par na dekh meri maa ki vo muskaan thi.
riwayat ne ghunghat se chehre ko chupaya tha.
phir dekh tinak-ankhiyan mein mere.
kyun uska man bhar aaya tha

Abhishek kumar sharma: tu jaan mujhe na jaan sake.
main dil jo tera kyun maan sake.
main tujh sang haar bhi jee loonga.
tu haan ko haan kyun na maan sake

Meri zindagi uski hai meri khushiyan uski hain main Mar kr bhi Ada na kr skunga uske pyaar katra aisi khuda ne mjhe Maa bakshi ha

ye shabd nhi ek chahat hai.
maths ka period ek rahat hai.
main chemistry mein khona chahta tha.
ye sapna hai ya laalat hai

Tum aye the ajnabi ban kr
Rhe mere Apne ban kr
Ab jaa rhe ho to meri jaan ban kr
Jeena Meri adat ni majboori hai
Kyun Ki hmne wada Kiya tha Ki rhenge tmhare liye dard mitne ka thekana ban ke

zarurat aur shiddat ke faaslein jyada nhi.
ham aaj bhi teri kabr par tujhe milne shiddat se chale aate hain.
par tum kya jaano ham aashiq nhi.
bas zarurat ke haathon bik jaate hain.

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

What is Shayari ?

Congratulations @bikashdutta! You have received a personal award!

1 Year on Steemit
Click on the badge to view your Board of Honor.

Do not miss the last post from @steemitboard:
SteemitBoard and the Veterans on Steemit - The First Community Badge.

Do you like SteemitBoard's project? Then Vote for its witness and get one more award!

Congratulations @bikashdutta! You received a personal award!

Happy Birthday! - You are on the Steem blockchain for 2 years!

You can view your badges on your Steem Board and compare to others on the Steem Ranking

Vote for @Steemitboard as a witness to get one more award and increased upvotes!