RE: ہم اور اردو

You are viewing a single comment's thread from:

ہم اور اردو

in hive-117153 •  15 days ago 

Kbhi kisi se chaye bnwani par jati hai isliye formula chupa nhi skti.😁

Sahi baat hai jb itni pabandiyan hon to aqal waqt k sath chaar diwaron mein qaid hojati hai. Mjhy ab yehi fikar rehti hai k meray bachay abhi itni aqalmandon wali baat kr jatay hain aksr mgr kahin waqt k sath un mein tajassus khtm na hojae.

Haha... idea tou acha hai mgr Meer ko parhay ab 20 saal guzar gaey hain. Aur meri yad dasht 120 saal ki burhiya wali hai. Phr bhi net se kuch ghazlain nikal k shayd koi tabsara krnay ki koahish krun ge.

(Wesay tou mjhy kisi kisam ki shayari se koi lgao nhi mgr hum bait baazi shuru krsktay hain yahan. Kuch dilchasp rules k sath. Kia khyal hai?)

Baray afsos ki baat hai meine urdu literature itna parha nhi. Mgr han mjhy Mustansar Hussain Tarar k safar namay pasand hain.

I forgot. Aik din pehlay tk yad tha mgr phr us din baita bimar hogya aur zehan se he nikal gya. 🥲

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

koahish krun ge.

Sitting tight to read your love for meer taqi meer

Kia khyal hai?

Bhut axha khyal h...bhut maza aey ga, agr thoray zyda log involve hon gay to.

I wish we leave a safe world for our next generations.

Sitting tight to read your love for meer taqi meer

Don't forget to relax. It will take time.

About bait-baazi, perhaps you are right. Although I'm not looking for "quantity" in this community but yeah it would be fun if we have a few more participants.

Maan ki poetry bhi axhi khasi hai wese....
Unse bhi poch lain 😀
M bhi thori idhr udhr sy dandi mar loun g

Maan khud likh leti hain poetry. Mein tou kisi aur ka sher bhi theek se nhi likh skti. 😅

She will definitely participate whenever it happens. Hopefully.

Halaat to mere bhi apke wale hi hain😁