Assalamualaikum
Hello steemians
So how are you guys hoping that everyone will be healthy and your family too.
Aaj main aap ko batao gi ki mahe Ramdan me kya hota hai
Ramdan ye mahina bakhi sabhi mahine se alag hai ye bahot ba-barkat mahine hai is me hum sb Roza (fast) rakhte hai namazo ki pabandi karte hai or tilawat karte jo hum par farz or sunnat dono hai
Ramadan me 30 roze hote hai
Roza start hota hai early morning 5Am se jise hun sahri kahte hai.
Or roza khola jaaata hai 6.50Pm par jise iftar kahte hai
Ramadan ke mahine me ek or ba-batkat namaz hum par suunat hai tarabhi ise explain karne ke liye main ek or post kar dungi aagr aap sunna cahe ge to
Or hum par farz hai ki ramadan ke mahine me zakat ada kare
Aaj total 7 roze (fast) ho gaye hai
Allah hum sab ki duae is Mubarak mahine me Qubool kare Ameen