Shaheed Diwas

in hive-120412 •  4 years ago 

images - 2021-03-24T005936.447.jpeg

Source

Assalamu alaikum wa Rahmatullah.

Shaheed diwas.

Shaheed diwas asal me Hindustan me hr saal do bar mnaya jata he, ek 30/ January ko or dusra 23/ March ko mnaya jata he.

23/ March ko Bhagat Singh, Sukh Dev, or Raj Guru ki achhayi ki wajh se manaya jata he, inho ne apni jaan qurban krdi apne mulk ke liye.

30/ January or 23/ March dono din Hindustan me in logo ki qurbani ko yad kiya jata he, or ye tarikh me bahut khas he.

30/ January 1948 ko Nathu Ram Godse ke zariye se Mahatma Gandhi ki jaan li gyi thi, or 23/ March 1931 ko Bhagat Singh, Raj Guru or Sukhdev ko British sarkar ne fansi di thi.

Shaheed diwas ke din sabhi Neta or PM wgera Rajghat me mil kr shaheedo ke photo pr mala dalte he, unke izzat krte he, or bhi tareeke isi treeqe shaheed diwas manate he.

Shukriya..

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!