Takabbur vo chadar he jisse insano ko hamesha dur rehna chahiye.
khuda ko bilkul nhi pasand ki koi takabbur kare , hame har kam me jo acha ho allah ka shukr ada karna chahye.
Jo kam na bane to hame sabr krna chahye. Ana karne ka haq bando ko nhi hasil he.
Dekha jaye to hamare paas takabbur karne se zada takabbur na karne ki wajah maujood he.
Isiliye takabbur karne se bachna chahiye or hamesha zindagi me khuda ke taraf jhukav rakhna chahiye.
jazakallah khair