Hello, everyone aaj hum janenge podcast ke baare mein meri jaankaari se. jisme mein aapko podcast ke khuch podcasts se related baatein bataunga aur podcasts ke baare mein bhi bataunga।
to let's get started
podcast ko hum sunte hai yeh ek audible yani sunene yogya yani audio se bhara hua content hota hai jaise hum gaane sunte hai ya koi bhi kahani ya koi video dekhte hai use hum ya to video form mein dekhte hai ya audio mein sunana pasand karte hain halanki hum jyadatar video dekhna jyada pasand karte hai taki hum kisi content ko jyada acche se sun aur samjh sakein lekin is jab hum busy hote hai daily life mein tab humein video dekhbe ka samay nahi mil pata aur hum fir khuch aise madhyam dekhte hai jisse hum chalte firte kaano mein earphones lagake apni manpasand topic ke baare mein jaan sakein tab kaam aata hai podcast jisme hum sun kar apni marji ka content sun sakte hain aur apna mood set kar sakte Hain. halanki podcast mein bahut tarah ke topic hote hain jaisa hum sununa chahe vaisa content hum search bar mein khoj sakte hai aur use sun sakte hai jisse humein bahut madad milti hai saath hi saath hum apna doosra kaam bhi kar sakte hai I.
aasha hai aapko meri di hui baat samjh aayi hogi aapne jaana ki podcast aakhir kya hota hai kyun zaroori hai aur kya fayade hain
aapka apna saathi
Rohit singh
and dhanyavad padne ne ke liye aap sabhi ka.