Askamu Alykum friends!
Ap sub theek hain?
Allah ham sub ko apni hofzo amam mein rkhy aman.
Aj hm jis topic per baat krin gy us ka name ha
Kudkashi gunah-i-kabera
Kudkashi ky meaning kud ko hlaq krna .
Kudkashi gunah-i-kabera aur hram kam hai.
Zindgi se insan ko lazman mohabbat hoti hai.
Ager koi insan jo museibaton se ghbra kar kudkashi ka erada krta hai tou woh jan lykh yah dunia daruljaza (دارالجزا)nahi hai.darulimthan (دارالامتحان)hai.
goya kudkashi fitrat ky khalaf ilnan-i-jung hai
Isan ka apna jism uski zati malkeat nhi hai,bal' k Allah ki tarf se aata kar da amanat hai.
Zindgi Allah ki taraf se.aesi niemat hai jo tumam neiamton per usko foqeat hasil hai.es leay islam ne jsm o jan ki hifazat ka hukam dea hai.aur kesi bhi Surat mein kudkashi (suicide) ky murtakb na hoon.
حضور صلی االلہ علیہ وآلہ وسلّم نے فرمایا!!
Jis kesi ne apne ap ko phadr se gira kar kudkashi kar le wo dozkh mein laya jaye ga aur kbhi bhi wahan se nhi nikly ga
Jo koi zher pee kar kudkashi krega us ka zehr us ky hath mein ho ga jis ko woh dozkh ki aag mein peey ga aur hemsha hamesha ke leay whan rhe ga kbhi bhi nikal nhi sky ga
Jis kesi ne apny ap ko lohy ky hatyar se mar dala tou us ka hathyar dozkh ki aag mein us ky hath mein ho ga ۔ jis ko wo apny pyet mein ghonpy ga.dozkh mein hamesha rhe ga us se kbhi na nilkly ga
(Bukhari o Muslim)
https://pin.it/27oOJcv
Allah ham sub ko hadyat dy..amin
Shukria
Jazakallah