Assalamu alaikum wa Rahmatullah.
Jb azaan suno to is tarah kaho.
Hazrat Abdullah bin Amar bin Aas R.A se rawayt he ki unho ne Rasool Allah S.A.W ko ye irshad farmate huye suna:
Jb muazin ki awaz suno to isi tarah kaho jis tarah muazin kehta he, phir mujh pr darud bhejo.
Jo shakhs mujh pr ek baar darud bhejta he Allah taala us pr us ke badle 10 rehmaten bhejte he.
Phir mere liye Allah taala se waseela ki dua kro kyunki waseela jannat me ek khas mqam he, jo Allah taala ke bandon me se ek banda ke liye makhsus he, or mujhe umeed he ki vo banda me hi hu.
Jo shakhs mere liye waseela ki dua mangta mange ga vo meri shafaat ka haq dar hoga.
Shukriya..
Subhan'Allah Masha 'Allah
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit