Asslamu alaikum wa Rahmatullah.
Saas sasur ki khidmat wajib nhi.
Aaj ke daur me ek bat he jis me badi kotahi hoti he, vo ye he ki jb aurat ke zimme shohr ka or us ko aulad ka khana pakana wajib nhi to shohr ke jo maa baap or bahan bhai he, un ke liye khana pakana or un ki khidmat krna batreeq ula wajib nhi he.
Hmare yha ye dastur chal para he ki jb bete ki shadi huyi.
To is bete ke maa baap ye smjhte he ki bahu pr bete ka haq baad me he, or hmara haq pehle he.
Lehaza ye bahu hmari khidmat zrur kre.
Chahe bete ki khidmat kre ya na kre, phir us ke natije me saas bahu bahuj or nandon ke jhagre khare ho jate he, or in jhagron ke natije me jo kuch ho rha he, vo aap ke samne he.
Shukriya..