Vo tumhare paas kuch din ka mehman he.

in hive-152587 •  4 years ago  (edited)

fe7d45c66910e7c6bff104bc7343b31c.jpg

Source

Asslamu alaikum wa Rahmatullah.

Vo tumhare paas kuch din ka mehman he.

Hazrat Maaz bin Jabal R.A se rawayt he ki Nabi kareem S.A.W ne farmaya ki: jb kbhi biwi apne shohr ko koi takleef pahunchati he.

Is liye ki baaz aukat aurat ki tabiyat salamati ki hamil nhi hoti, or us ki tabiyat me fasad or bigar hota he.

Or us fasad or bigar ke natije me apne shohr ko takleef pahuncha rhi he.

To us shohr ki jo biwiyan Allah taala ne jannat me hooron ki shakl me us ke liye muqaddar farmayi he.

Vo hooren jannat se is dunyawi biwi se khitab kr ke kehti he ki:

"Tu us ko takleef me pahuncha, is liye ki ye tumhare pas kuch din ka mehman he, or qareeb he ki vo tum se juda ho kr hmare pas aajaye"

Ye baat Huzur Aqdas S.A.W fasad tabiyat rkhne wali biwi ko mutawjja kr ke farma rhe he ki tum jo apne shohar ko takleef pahuncha rhi ho, usse uska kuch nhi bigrta.

Is liye ki duniya me to us ko jo chaho gi takleef pahuncha dogi, lekin aakhirat me Allah taala us ka rishta esi hoor e ain ke sath qayem farmayenge .

Jo un shoharo se itni mohabbat krti he ki un ke dil ko abhi se is bat ki takleef ho rhi he ki duniya me hmare shohr ke sath ye kesa takleef pahunchane wala mamla kya ja rha he.

Shukriya..

696e7926086a81a30a55bdca508b35a4.jpg

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

This is very good message of this day. I hope all the women will follow this advise and gave respect to their husbands.

Insha Allah

Good work brother .
I need help .
Kya ap mari kuch rahnomai kar saktay ha?.
Ap sa kuch information chaya thi.
Plz whatsup me
Zero. Three ,four ,nine,six,zero,five,zero,five,duble zeroo.
Help me

Assalamu alaikum , Insha Allah koshish kar skte hein. Yha btana munasib nahi he kya ?
agar ap telegram pe he to ap Kamran Rk search krlijiye.