asalam alaykum, hello friends hou are you? i im fine. and i hope you are also fine. sorry dosto ramdan ka mahina chal rha hai isliye jyada time nhi milta. aap se bate karne ka. par aaj mene time nikala hai. to aaj me aap ke sath sher kar rhi hu. radan ke mahina hai to jahir hai iftari ke time khana acha hi banta hai par sorry dosto me upload hi nahi kar pa rhi hu. par aaj me meri apni styel me banaye huvechole masala recipe. to chaliye steat kate hai. bina vakt jaya kiye bina. me method aap ko samja deti hu.
chole chna
onion
tomato
dhi (curd)
green chilli
ginger- garlic paste
mumtaz masala
magajtari ki paste
sesame seeds
cumin seeds
and oil.
coriander leaves for garnishing.
to chaliye banate hai chole chna recipe. sabse pale chne ko boil kar lete hai.
uske baad onoin and tomato ko jar me pyuri kar lete hai. uske baad ek kadhai me oil garam kar ke usme cumin seeds, onion, tomato ki pyure ko daal de.
aor achese bhun le. uske baad usme ginger - garlic paste add kare, ,than magajtari paste, sesame seeds (til) add karle than kashuri methi,fhudina (mint), sako achese bhun le.
uske baad kasmiri red chilli powder, termeric powder, mumtaz masala (my fevorite masala) www. mumtazmasala.com and solt. sab add karne ke baad ache se bhun le.
uske baad boil kiye huve chane ko daal de aor slow fem par 10- 15 minut tak boil hone de.
than coriander leaves daal de.
garma garam roti ke saath sarve kijiye.
agar aapko kuch samaj me na aaye to coment box me muje likh sakte hai . me pui kosis karugi apko samjane me.
thankyou for reading,
Please check your club status carefully and then use the tag!
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit