Dosto ek bar phir mai ek ni post ke sath ap logo ko jiwan ke anand ke bare me batane ja raha hu ki ye jo manao jiwan hame mila h iska purn aur bahut hi khubsurat tarike se anand purwak jiye is samay koi bhi jiwan apne liye ni ji raha h apne anand apne jiwan ke bare me chodkar kewal is matlabi duniya me paiso ke pichhe jane laga h wah har prakar ka anand kewal paise me hi sochta h jabki wastvik anand paise me ni samajik jiwan me h samaj aur pariwar me h kintu paise kamane ke chakkar me ham samaj pariwar nate riste sab kuch bhool jate h jo ki bahut hi pidadayak sthithi h isliy hame hamesa in sabko lekar chalna chahiy kabhi bhi paiso ke piche ni jana chahiy hamesa nate rishto ko tabjjo dena chahiy ye sath ho to yahi jiwan ka param anand h. isi me jiwan ka rag chhipa hua h isliy hamesa inko sath me rakhkar aur inke sath rahkar jiwan ka anand le aur apne jiwan ko shukhmai wa anandmai banay aur is sunahre mauke ko safal banay. dhanybad ap sab apna pyar aur ashirwad dena n bhule
JIWAN KA ANAND
6 years ago by nikhil12 (43)
https://steemit.com/life/@beingindian/yes-i-m-a-quitter-smoking-my-experience-649e020c21e2d
Upvote & Resteem🔜💵🏵🏆
I will do the same🥇🕶👍🏼✌🏼
Posted using Partiko Android
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit
thanks
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit