Khazane ka darakht - Part 1

in khani •  7 years ago 

Baat Bahut purani he , ek sher me ek badsha hukumat Kiya karta tha Allah ne use Sab kuch diya tha lekin use koi aulad nahi thi , ye hi wajah thi ke wo aksar udas Rehta ek din ek fakir Darbaar me aya badsha ne uska Sawal pura kardiya isme dua Di ke agle saal tere ghar Chand si bacchi paida hogi aur fir fakir chala gaya aur fir hona Kiya tha badsha ke Ghar ek ladki paida hu aur fakir Ki dua rang layi badsha ne najumiyo se shezadi ke bare me pucha to unhone ne bataya ke shezadi milnsar hogi unki shadi ek garib Kisan se hogi ye sun kar badsha hairan hogaya ye to hamari tohin he ye ladka kaha he ..... To be continued

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!