You have a minor misspelling in the following sentence:
To aaj ke true love story batane ja raha hu boy name vicky girl name tina to dono ek dusre se bahut pyar karte the phali meeting college bus me hui new addmision the dono college me dono ke class same thi college se chuti hone par bus se jana parta tha bus me jo pahle aaya jaha chahe waha baith jata tha to vicky bus me window sit par baith gaya or bus me sae log baith gaye vicky ke bagal wali sit khali thi to tina puchti hai vicky se kya mai baith jaou dono baith jate hai or bus chalne lagti hai tub vicky puchta hai tumhar name kya hai to tina apna name batati hai fir wo on apas me baat karte karte tina apne ghar pahuch jati hai aise he chalta raha kuch din tak vicky roj tina ke liye bus me sit rakhta tha or tina roj vicky ke pass baithti thi isi tarah dono class me v saat baithne lage 1 din vicky ne tina ko i love u bol diya to tina ka reaction kuch khabra si gyi or agle din tina ne reoly diya ilove u 2or dono ki love story suru ho gayi aise he 2 sall tak chala 3 saal chal raha tha or college v khatam hone wala tha to vicky ne tina se bola college khatam hone ke baad hum dono shadi kar lenge to tina ne v ha kar di or dono ne ye v decide kiya ki mai job karne ke baad shadi karenge or finaly dono ne jo ke liye bahut mehnat ki study ki tunb ja kar ke job mile ordono apne papa maa se baat ki mujhe 1 ladhki pasand hai to nmai use shadi karna chata hu to dono ke papa maa gusa huye par baad me maan gaye un dono ki shadi bahut he ache manayi gayi or aaaj dono apna job v karte hai or apni family v smbhalte hai undono ki 2 bache v hai 1 beta or 1 beti aaj dono bahut khus hai or un dono ke papa maa v bahut khus hai .It should be finally instead of finaly.