Millet Crop Information::

in millet •  6 years ago 

20180518_184656.jpg

Bajra (Millet) maweshiyon ki aik ahm ghaza hai. Bajra ki fasal ki kasht 1st May say lekr July ki 30th tareekh tk kasht ki jasakti hai.
Bajra mawrshiyon ko bahut fida deta hai ya maweshiyon ki aik ahm ghaza hai.

20180518_185640.jpg

20180518_185634.jpg

20180518_184435.jpg

Bajra ki Fasal ki Kasht ka Tariqaekar::
Sabsay pehly zameen naram kareen.
Es ke bad beej darel ke sath zameen main bo dain.
Tarakter ke sath 3 dafa hal chaladain aur zameen ko achi tarah naram karain.
Fasal bone ke 7 din bad pehla pani dain.
Es say fasal achi tarah kamyab say kasht hogi.
Dosra pani taqriban 15 din bad lagaien.
20 din bad fasal katna shoru kr dain aur maweshiyoon ko chara dalna shoro kr dain.

20180518_185503.jpg

Some of my crop pictures.

FOLLOW ME AND UPVOTE MY POST.
@theformer

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

You got a 4.67% upvote from @nado.bot courtesy of @theformer!

Send at least 0.1 SBD to participate in bid and get upvote of 0%-100% with full voting power.