shankar ji ki aaradhna se bhagwan vishnu ko surdasan chakar ki prapti tatha uske dwara datyo ka sanhar

in mythology •  7 years ago 

images (13).jpg
vyas ji kahte hai - sut ka yaha vachan sunkar un munishwaro ne unki bhuri bhuri prasansa ki lokhit kamna se kaha .
risi bole - sut ji aap sab jante hai esliye ham aapse puchte hai , harishawer ling ki mahima ka varan kijiye ,taat ! hamne sun rakha hai ki bhagwan vishnu ne shiv ki aaradhna se sudrasn chakar prapat kiya tha uskatha par prakash daliye.

images (19).jpg

sut ji ne kaha - muniwaro ! bhagwan vishnu ne purvkal me shiv se hi surdasn chakar prapat kiya tha,ak samya ki baat hai datya atyant prabal hokar logo kopeeda dene our dhram ka lop karne lage un mahabali our prakrmi datya se peedet devtao ne vishnu se apa dukha sunaya, tab bhagwan vishnu kelash par jakar shiv ki aaradhna karne lage, hajar namo se shiv ki stuti karte huye pratyak naam pr kamal chadhate the. tab shiv ne vishnu ki bhakti ki pariksha ke liye ak kamal chipa deya shiv ki es maya ka vishnu ko pata nahi laga unhone ak phool kam jaan uski khoj suru ki sari prthvi par unhe kahi nahi mila to unhone apne kamalsaman nayan ko nikal kar chadha deya yaha dekha shiv prasanan ho prkat huye our ekshanusar var magne ko bole kaha ki tumhare liye mujhe kuch adyeya nahi hai.
images (18).jpg

vishnu bole - aap antrayami hai aapke aadesha ka goorav rakhne ke liye kahata hu datyo ne sare jagat ko pidit kar rakha hai . mera astr sastr detyo ka vadh me kaam nahi deta esliye aapki saran me aaya hu. vishnu ka yaha vachan sun shiv ne apna tajorasimya sudrasan chkraunhe de deya us chkra ke dwara vishnu ne datyo ka shanhar kar dala sara jagat sukhi ho gaya our devtao ko bhi sukha mila, bhagwan vishnu bhi aaudha pakr prasanan ho gaye .
images (6).jpgrisiyo ne pucha - shiv ke sahrstr naam kon kon se hai jisse shiv ne santust hohari ko chkra deya uska bhi mahatam bhi bataiye ki vishnu pe shiv ji ki kese krpa hui yhi uska yatharth rup pratipadan kijiye. continue.......next.......

images (11).jpg

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

Good story like this