shiva and parvati conversation about vanarasi - happy sawan month [varanasi tatha viseshwer ka mahatam]steemCreated with Sketch.

in mythology •  7 years ago 

HAPPY SAWAN MONTH FOR EVERY STEEMAINS
.............................................................................
shiva and parvati conversation about vanarasi
parvati ji ne lokhit ki kamna se avimukatlinga our kshetra ka mahtva pucha --
shiv ne kaha ----varanasi puri sada ke liye mera ghuyatm kshetra hai jo sabhi jivo ki mukti ka hetu hai ! devi varanasi puri me nivas karna mujhe sada hi acha lagta hai. jis karan mai sab kuch chod kar kashi me rahta hu, ushe btata hu, suno, sarvottm sakti devi ume ! is pram uttm avimukat terath me jo visesh baat hai - sabhi varn ke log, kisi bhi avstha ke log, stri vidhva, santanhina, sanskarhina, bandhya, vivahit ya kumari ho is kshtr me marne par mokshapati hai,yaha marnewale ke gyan, daan, bhkti, karm, aayu, avstha, dhram,jaati kisi ki bhi upeksha nahi hoti, yaha nivas karnewala jese bhi mare uske liye moksh ki prapti nischit hai, mera yah divyapur ghuhya se bhi ghuhyater hai brahma bhi iske mahtyam ko nahi jante isliye yaha mahan kshtra avimukat naam se prasiddh hai.
is kashipuri me shivbhkto dwara anek shiv ling sthapit kiye gaye hai, parvati vo sabhi abhisto ko dene wale hai panch - panch koso tak chro disao me faila yaha kshtra avimukat kaha gaya hai. parvti yadi kisi ne purv janmo me adar purvak kasi ka darsan kiya hai tabhi ushe is janam me kashi pahuchkar mrtyu ki prapti hoti hai,
7228681300329541471.jpg

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!