shrimad bhagwat ke chatve adhyay ka mahatva lesson -6 [ padampuran]steemCreated with Sketch.

in mythology •  6 years ago 

6057990467915941909.jpg

shri bhgwan kahte hai - devi! ab chatve adhyaya ka mahtva suno ! prtisthanpur me jansruti naamk raja the devtalog kabhi pratisthanpur ko chodkar kabhi bahar nahi jate the. unke daan ke samya chode gaye jal ki dhara,prtapruoi tej our yagya ki dhuye se pust hokar megha samya par baris karte the. unke tap, gyaan, daan, yagy aour prjapalan se santust ho swrag ke devta unhe var dene ke liye ujjavl hanso ka rup dhran kar aakash marg se aaye our raja jansruti ke ttej se mahatma rek adhik tej ki baate karte huye udne lage. unki baate sun jansurti chat se utar aasan lgakar beth gaye , our sarthi se bola jao mahatama reak ko yaha le aao, yaha sun sarthi prasannata prket kaete huye aarsram se bahar nikle pahle viswanath ke sthan kashi gaye, fir gaya, mathura,kasmirjaha chandrsekher nivas karte hai aaye vaha kasmir ke raja manikya ke darwje par par ak choti gadi par beth kar reak apne ango ko khujlate huye dekha sarthi ne unhe pahchan liya our raja ke paas jakar btaya to raja unk satkar ke liye sahstr gaye, ratn, bastr lekar gayereak ne ab bapas le jane ki agya dekr raja ke man me bhya utpann kar deya, raja ne unke pero me padkar kaha bhgwan mujha par prsanna hoiye our aap me adbhut mahatam kese aaya mujhe btaiye.
reak ne kaha mai gita ke chtve adhyay ka prtidin jap karta hu isliye meri tajrasi devtao ke liye bhi ashniya hai tadnatar jansurti ne reak se mahatama ka yatnpurvak abhyas kiya our sukh se rahne lage hans ka rup dhran kar vardaan dene aaye devta unke samksh vismit hokar chle gaye. contnue....

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!