shrimad bhagwat ke panchve adhyay ka mahatva lesson - 5[ padampuran]steemCreated with Sketch.

in mythology •  6 years ago 

shri bhgwan kahte hai - devi! ab panchve adhyaya ka mahtva suno ! madrdesh me pingal naamk ak brahman rahta tha usne vedsastr ka gyan chod gane bjane ki kala ko apna kar prsdhi pa li our uske dwara rajbhwan me bhi pravesh ho gaya. raj bhwav me raja ke sath rahte huye striyo ko ki or hi uska man lagta tha dhere dhere abhimaan badh jane ke karn vaha akant me raja se dusre logo ke dosh bhi ginata tha pingal ki ak patni bhi thi jo nich kul me janmi thi jo galt aachran ke karn apne pati ko apne raste ka kantak samjah ak din adhi rayt me uska sir katkar mar kar lash ko jamin me gad diya. is trh prano se mukat ho yamlok me bhisan narko ka bhog kar nirjan sthan me gidhha hua. uski patni gambhir rogo se marne pr van me suki hui ak din vaha van me dana chugne ki iksha se idhar udhar fudak rahi thi itne me hi gidha ne purv janam ka ver smran karke use apne tekhe nakho se mar dala our gidha bhi pani me girne se dub kar mar gaya. yamdut dono ko yamlok le gaye vaha dono apna purv janm ka paap yad karke bhyabhit ho rahe the tabhi yamraj ne unke papo par drstipat kiya to use malum pda mrtyu ke samya dono ki khopdi ke jal me girne se dono ke pap nast ho gaye tab unhone dono ko manvanchit loko me jane ki aagya di yahasun apna paap yad kar dono vismya me pde our dhrmraj se manvanchit loko me bhejne ka karn puchne lage.
3225440485948512159.jpg
yamraj ne btaya ganga tat par ak brham gyani rahte the jo jinka prtidin gita ke panchve adhyaya ka jap karne ka sada niyam tha uska srvan kar lene par maha papi bhi brhamgyan prapt kar leta hai unhi mahatma ki khopdi ke jal me pad jane se tum dono pavitr ho gaye ab tum dono manvanchitlok jao kyo ki gita ke panchve adhyay ke mahtva se tum dono sudhha ho gaye dono prsanan ho viman par beth vekunth ko gaye. contnue.....[padampuran]

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!