shrimad bhagwat ke satve adhyay ka mahatva lesson -7 [ padampuran]shiv and paravati conversastionsteemCreated with Sketch.

in mythology •  6 years ago 

shiv and paravati conversastion ---
8889732869147243490.jpg

shiv ji kahte hai - parvati ab mai tumhe satve adhyaya ka mahtv btata hu --patliputrnagarmai sangkukarn naam ka ak brahman rahta tha bahut dhan kmane ke bad bhi kabhi pitro ka tarpan devtao ka pujan nahi karta thadhnoparjan me tatpar ho rajao ko bhoj diya karta tha. usne apna chotha vivah karne ko putro our bandhuo ke sath yatra ki yatra marg me so jane pr sarp kaat lene par uski mrtyu ho gayi our kuch samya baad bo sarpyoni me janam liya uska chitt dhan kivasana me bandha tha usne purv vritant smran kar socha maine jo ghar ke bahar krodo ki sankhya me dhan gaad rakha hai usse putro ko vanchit kar uski swyam hi raksha kruga asha saap yoni se pidit hokar pita ne putro ko swpan me aakr apna manobhav btaya putro subha uthakar ak dusre se apni baat kahi majhla putr kudal lekr us sthan ko khoda jaha sarp betha tha sarp ne usko dekh kaha mujhe sarp yoni se mukat kar putr ne pucha kese to sarp ne btaya gita ka saptm adhyaya praniyo ki jara mrtyu our dukha ko dur kar mukti denewala hai mera sradha kro our mere sradh ke din satve adhyaya ka path karnewalo ko srdhapurvak bhojan krao isse meri mukti ho jayegi pita ke yaha vachan sun putro ne agyanusar kiya tab sankukran ne apna sarir tyagkar divya deha dhran kiya our apna sara dhan putro ke adhin kiya pita ne jo krodo ki sankhya me jo putro ki budhi dhram me lag gayi our putro ne dev mandir banbaya kuye, talab, pokhra, annsala, banbayi tatpaschat satve adhyaya ka jap karte huye unhone moksha prapt kiya es satve adhyaya ke srvan matra se papmukt ho jata hai. contnue.......

6970692399209530266.jpg

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

Congratulations @shashiprabha! You have completed the following achievement on Steemit and have been rewarded with new badge(s) :

You published 4 posts in one day

Click on the badge to view your Board of Honor.
If you no longer want to receive notifications, reply to this comment with the word STOP

To support your work, I also upvoted your post!

Do you like SteemitBoard's project? Then Vote for its witness and get one more award!