shrimad bhagwat ke tisre adhyay ka mahatva lesson -3

in mythology •  6 years ago  (edited)

images (8).jpg
shri bhagwan kahte hai - prye! jad naam ke ak brahmn ne apne dhrm chod baniya vrti me man lgaya our vyasan krna jiv hinsa ,jua khelna in kamo me man lgaya dhan nast ho jane ke bad dhan kmane dur desh gaya lootte samya suryast ke samya andhra hone ke karn ak vrkiska ke nche beth gaya, tahbi lutere ne uska dhan lekr gla dbakar uske pran le liye uska dhram ka lop hone ke bajha se vaha bada bhyanak pret hua, uska bada putra bada hi dhrmatma tha pita ke na lotne pr unki khoj me chal diya ak din uski bhet pita ke mitr se hone par unki mrtyu ke bare me jan kr unki uski prlookik kram ki iksha se samgri le kishi jane ke vichar se chla raste me mukam pe jaha pe uske pita ki mrtyu hui thi us vriksha pada vaha usne sandhyaupasna ke bad gita ka tisra adhyaya ka path kiya ishi samya aakash me badi bhyanak aawaz aayi, usne apne pita ko bade bhyankar aakar me dekha, fir turant hi bade sundar viman dekha yah dekh uske chitt ki vyagrta dur hui usne viman par apne pita ko divya roop dhran kiye virajman dekha dekh prnam kiya our pita ne use aasirvaddiya tatpaschat sara vritant pucha, pita ne sab baate bta kaha beta! devvas mere nikat gita ka tritya adhyaya ka path kar tumne is sarir ke dwar kiye bure karmo bandhan se mujhe chuda liya atha ab ghar loot jao jis karm se tum kashi ja rahe the vaha karm tumhare gita ke tritya adhyaya ke path se siddh nho gaya, pita ke yo khane par putra ne pucha - taat !mere hit ka updesh dijiye tatha mere krne yogya karya btaiye, pita ne kaha - tume yahi karya karna hai ji maine karya kiya vahi mere bhai ne kiya isse vo ghor narak me pade hai unka bhi tumhe udhhar kar mere pariwar ke jo log narak me pde hai unka bhi tumhare dwara udhhr ho jana chahiye beta yahi mer mnorath hai, pita ke vachan sun putr ne kaha - me samast narkiya jivo ka udhhar kar duga, yaha sun pita bole - tumhara klyan ho, putr ko aasvasan pita visnudham ko chle gaye putr apne janm sthan loot aaya our krishnmandir me beth jivo ke udhhar ki iksha se gita path karne laga our sanklp de diya , ishi bich vishnudut narkiya jivo ko chudane ke liye yamraj ke pas gaye satkar ke bad dhramraj ne visnuduto se aane ka karan pucha to visnuduto ne kaha bhgwan vishnu ne ham logo ko aapke paas sandesh dene ke liye bheja hai ki aapnarak me pade samast praniyo ko chod de bhgwan visnu ka yaha sandesh sun yam ne mastak jhuka swikar kiya, our man hi man kuch socha nrkiya jivo ko mukat dekh unke sath hi ve bhgwaan visnu ke vas sthan ko ksheersagar ko gaye koti koti suryo ke saman shri hari ke darsan kiye bhgwan ka prkash unki syiya bane seshnag ki fano ki maniyo ke prksha se dugna ho raha tha. bhgvati laxmi bar bar apni saral chitvan se unhe nihar rahi thi chro or yogijan unki seva me khde the, devraj indrapne virodhiyo ko prast karne ke uddesya se unki stuti kar rahe the, brhma ji unka gungan kar rahe the, bhgwan apne swroopbhut chrachr jagat ko aanand ki drsti se anumodit kar rahe the, sri hari ashe pratit ho rahe the mano chadni se ghira sara aakash susobhit ho raha ho is prkar ki jhaki dekh yamraj bhi unki stuti karne lage,.
yamraj bole - jagat ka nirman karnewale he parmeswer! aapka anthakran atyant nirmal hai, aapke muka se vedo ka pradurbhav hua hai, indr ka abhiman nast karnewale,paln ke samya stvmya sarir dhran karnewale sarvvyapi bhgwan vishnu ko mera namskar aap maya se vyapt sare visvme hokar bhi kabhi maya se mohit nahi hote kisi ka aap par prbhav nahi padta aap ki mahima ka ant nahi hai kyo ki aap asim hai aap vani ke visya me kese ho sakte hai mera moon rahna hi uchit hai.is prkar stuti kar yamraj ne hath jodte huye kaha in jivo ko gunrahit hone par bhi aapke aadesh se maine chod diya mere yogya jo karya ho btaiye unke yo khane par madhusudan bole dhramraj tum sabke prti saman bhav rakhte huye loko ka paap se udhhar kar rahe ho tumpar dehadhariyo ka bhar rakhakar mai nischint hu atha tum kaam karo apne lok ko loot jao yo kahkar bhgwan anthadhyan ho gaye yamraj apni puri ko loot gaye vaha brahman samst narkiya jivo ka udhhar karke swyam bhi sresth viman dwara vishnulok ko chla gaya.
contnue.................................
images (1).jpg

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

IMG-20180712-WA0007.jpg