shiv ji khate hai - parvati ab mai navam adhyaya ka mahtam ka varnan karta hu, narmda ke tat par madhv naam ke ak bradman rahte the. ak bar unhone yagya me anusthan ke puran hone par bali dene ke liye bakra mgaya tha .bakra bli ke samya bolne lga ki bhut se yagya ke kya labh hai inka fal to nast hone wala hai sab krne pr bhi meri jo dasha hai dekh lo. yaha sun brhamn us bakre se puchne lge ki kis karm ke fal se tumhe bakre ki yoni prapt hui.
bakre ne kaha mai purv janm me brahman tha meri patni ne durga ki bhaki se khush hokr apne putr ke rog ki santi ke liye mujhse ak bakra maga. jab chndika ke mandir me bakra mera jane laga to uski mata ne mujhe shrap diya tu bhi bakre ki yoni me janam lega. uske shrap se mujhe bakre ki janam ki prapti hui.our usne fir chandr shrma naamk raja ki baat btayi kis trah se raja ke kal purush ke daan ke samya kal purush ke sarir se chndal our chandalika nikl kar brahman ke sarir me prvesh karne lagi to brahman ne gita ke nove adhyaya ka man hi man path karte the esse us brahman ke hrdya me bhagwan visnu sayan karte the ve usi ka dhyan karne lage brahman ke dhyan karne se to gita ke akshro me navam adhyaya ma prkat hone par ve dono chandal our chandlika bhag gayeye sari ghtna raja chandr shrma dekh chkit ho uthe our unhone brahman se ppucha ki ye vipati aape kese par ki to brahman ne btaya ki mai gita ke navam adhyaya ko nitya path karta tha mai us samya gita ke navam adhyaya ki mala japta raha usi ke mahtam se sara kast dur ho gaya yhah sun tabse raja bhi gita navam adhyaya ka roj path kar mukti ko prapt karparam gati prapt kiya. contnue.....
Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!