Part-1(Village and city)
Class mai teacher ne puchha ;
" village and city mai kyaa difference hai.
Ak balak ne bhut sundar jwab diyaa.....
" sir village and city mai sirf Itna difference hai ki gaav( village) mai kutte(dog) aawara ghumte hai aur cow 🐄 pali jaati hai .....
Aur shahar( city) mai kutte (dog) paale jaate hai aur gaay(cow) aawarao ki tarh yu hi bahar ghumti rahti hai aur vha ki gandgi khati rahti hai ...
Mera gaav ka anphad gwar aadmi gaav mai gaay(cow) ko charane jaata hai aur shahar( city ) ka pada likha aadmi apne kutte ko bahar tahlane ke liye le jaata hai...
Photo Credit-https://pixabay.com/en/landscape-autumn-fog-village-615429/
Nice Story. But I think you should write it in Hindi or English. Not in Hinglish.
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit