Tekay of chorasta

in teky •  3 years ago 

Taly howay teky
DSC_0078.JPG
Ya chorasta mian khan ma bany gowy teky han.jo ky boht he laziz hoty han ya simple tareky sy banaa jaty han.chorasta ma aksar log in ko sardiyo ma khana pasand karty han.

Bnany ka tareka:

'In ko bnany ky liya kuch masalon ki zaroorat hoty ha aur is ky elawa ya murgi ky heson per moshtamil hoty han sab sy phely bnany wala is choty choty monasab tokry karta ha aur is ky bad is ko achy tarha dhota ha.is ky bad achy tarha dho kar wo in per masala lagata ha mokamal tor per msala lagany ky bad is ko ek lohy ki slakh ma dala jata ha jo ky boht mazbot aur nokili hoty ha.Is ko aag per ni balky un ky sholon per laraka jata ha ek salah ky uper char ha kar bad ma in ho ghomaya jata ha aur sath ma cook hath sy pankha hath wala chalata ha aur sholon ko sulgata ha taky acha zayka ban saky.jab kuch dar bad ghosht ka rongh yellow ho jata ha to is oil lagya jata ha. Ya takreban 20 mints ma tyar ho jaty han aur boht hi laziz hoty han.aksar log in kon gharo ma ly ja kar roti ky sath khaty ha aur dokan wala sath chatni aur nemo bhi data ha jo is ky zay ka ma ezafa karty han aghar ap is ko waha dokan per khana chahaty ha to ap in kon baghar roti ky bhe kha sakty han aur ap in ko nan ky sath bhe kha sakty ha.Best ok luck

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!