Vaishno devi temple history

in temple •  7 years ago 

Vaishno devi mandir India ki pavitra place m se ek hai. Yeh mandir pahad par hone ke sath sath apni sundarta ke liye bhi famous hai. Mandir katra se 14km door aur lagbhag 5200 feet ki oochai pr ishtit hai. Hindu ke liye yeh jgah ek pavitra place mani jati hai. Lakho teerth yatri har saal yha darshan ke liye aate hai aur apni icha se mata se vardhan mante hai. Mana jata hai ki Jo bhakht sache mn se mata ki pooja krta hai aur vardhan mangta hai. Ma uski mano kamnaye jaroor poora krti hai..
Jai mata di image

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!