Hello Dosto, ye tenancy act ka 6th post hai iss se pahle maine 5 aur post daal chuka hoon aap wo post jarur padhe. Un post me maine tenancy act ke baare me bahut kuch jankaari di hai aap usko padhenge to ye bhi aapko achhe se samajh aayega.
Image Source accommodationtimes.com
Dosto kaafi samay aisa hota hai ki kiraydaar ki mout ho jaati hai to aaj hum isi par charcha karenge ki kiraydaar ki mout ho jaaye to kiya hoga.
Kiraydar ki mout ho jaaye to?
Agar rent agreement ke doraan kiraydaar ki mout ho jaaye to wo rent agreement usi samay khatam ho jaayega lekin agar uska parivaar hai to fir kiraydaar ka adhikaar uske family waalo ko mil jaayega.
Umeed hai aap meri baat samajh gaye honge agar aapko koi confusion ho to aap mujh se beshak puch sakte ho. Saath hi maine apne dusre post ka bhi link de raha hoon aap chaho to mere wo post padh sakte ho.
You got a 1.60% upvote from @postpromoter courtesy of @mahtabansari370!
Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker website for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please vote for @yabapmatt for witness!
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit