Lets try our traditional dish Sobat

in tradition •  6 years ago 

Aj men apko apni behtreen rivaiti pakwan k barey men maloomat deta hoon jise hmari zaban men sobat kehtey hen.Sobat ik bahut hi khush zaiqa dish he.
Bnaney ka tareeqa:
Sb se pehle gaye ka gosht len aur isey achi trha dho kr isey galney k lye halki aanch par eakh den.is men hasbe zaiqa namak ,mirch,garam masala aur pyaz daal den.gosht ko achi trha ubalen aur gosht ko mukamal gaal kr iska shorba tyar kr len.Gosht ka sorba jb tyar ho jaye to is men roti k chotey chotey tukrey kr k achi trha mix kren,phir is men ik adad leemoon ka ras daal den.Ab apki sobat tyar he ,chamac len aur isey khana shuroo kren.original content by Muhammad Javed Khan
https://hyperspace.app/post/5ca1ebf0791b8c0006ea99d8?asset=HkFlhvJKE

Posted using Partiko Android

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!