Egypt k mashoor alam our adeeb shaikh ali tantawei aik jagah bhari qemti baat kehty hain.
-jo loog hamain nahe janty hum un ki nazar main aam hain.
-jo hum see hasd rekhty hain in ki nazr mai hm maghrooor hain
-jo hamain samajhty hain un ki nazar mai hum achay hain
-jo hum sy muhabbat kerty hain un ki nazar mai hum khas hai
-jo hum say dushmani rakhty hain un ki nazar mai hum buray hain
-her shaks ka apna aik alag nazria our dekhny ka treka hy
-lehaza dosroun ki nazar mai acha bannay kay peechay, khud ko mat thakain.
Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!