Imaan or aamal e saleha.

in hive-120412 •  4 years ago 

893c98aabf34f73dcbbf2e443efe1fc1.jpg

Source

Assalamu alaikum wa Rahmatullah.

Imaan or aamal e saleha.

Iman use kehte he ki Allah taala or us ki tmam sifato or farishto, or aasmani kitabo, or peghmbaro ki dil se tasdeek kre, or jo bate Hazrat Mohammad S.A.W khuda ki trf se laye he, un sb ko sacha smjhe.

Or zabaan se un tmam bato ka iqrar kre.

Yhi tasdeek or iqrar iman ki hakikat he lekin iqrar kisi zrurt ya majburi ke wqt sakit ho jata he.

Jese gonge aadmi ka iman beger iqrar zabani ke bhi motbr he.

Aamal e saleha ka matlab he nek kam, jo ibadte or nek kam khuda taala or us ke peghmbro ne makhluq ko sikhaye or btaye he, vo sb aamal e saleha kehlata he.

Shukriya..

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!