Brysn maweshiyoon ki aik ahm kgurak hai.
Is chary say maweshiyoon ko bahut ziyadah tawani milti hai.
Brysn mai bahut say vitamins aur dosri qudrati ajza mujod hoty hain.
Ya maveshiyoon ka aik ahm chara hai.
Ye chara sardiyoon ky mosam main boya jata hai.
Maweshi bary shoq say is chary ko khaty hain.
Tariq e Kar::
Sub say pehly subha sawery brysn ki katayi kareen.
Us ko ehsan tariqa say ghr la kr safsutri jaga par rakhain.
Gas katny wali masheen ahtiyat k sath chalain.
Brysn ko achi tarah masheen k zarye chara banaen.
1hissa brysn ka 2 hissy bosyb ka lain aur dono ko achi tarah apas main mix karain.
Jb chara tayar hojaay to un ko mawrshiyoon ky samny dal dain.
Ya bahut mofeed chara hai aur animals is ko bahut shoq say katy hain.
Oper mery kaiton ki kuch tasverain.
For mor intresting information of livestock
FOLLOW ME AND UPVOTE ME
@theformer
You got a 8.33% upvote from @nado.bot courtesy of @theformer!
Send at least 0.1 SBD to participate in bid and get upvote of 0%-100% with full voting power.
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit