main ap sub ke waste roz kuch na kuch ilaj ya khana bnane ka tareeka btata ho lekin koi bi meri post ko like nahi karta tu dukh hota hain main bahot hi muskil se sub bnata ho aur main ne jo bi ilaj k tareeke aj tak ap ko btaye hain wo main ne aik hakeem se poch k btata ho ta k sub ghar main reh k bna saka aur apna ilaj kar sake kiyun k jo bi bemarian ka ilaj apko btaya wo sub bahot hi hoti hain is le btaya hai ta k sub gharo main reh k apna ilaj kar sake .
aj main apko chwalo ki kheer bnane ka tareeka btao ga chwalo ki kheer bahot hi achi hoti hain aur chote bare sub hi bahot hi shoq se khate hain
main apko btao ga k kaise kheer bnante hain aur isko bnane k le kin kin cheezo ki zarort hoti hain
1 . sub se phele dudh leyn
2 . cheeni leyn jitna ap dudh len aur us hisab se us main cheeni leyn
3 . chwal leyn tota chwal ho tu zaiyda behtr hain
4 . choti ilachi leyn
5 . tail leyn 1 khane ka chamach
6 . pani 2 se 3 gup
7 . jitne badam dalna chahye
isko bnane ka tareeeka kia hain ?
1 . sub se phele chwalo ko garind kar leyn aur pani main daaboo k rakh deyn
2 . kisi bartan main tail dale aur is main ilachi daal kar ache se garam kare
3 . ub is main chwal daal deyn aur dudh daal kar ache se garm karte rahe aur halki anch kar deyn
4 . badam aur piste k tukre daal deyn aur dudh ko us time tak garm hone deyn jub tak dudh khushk na ho jaye aur chwal gal na jaye
jub gal jaye tu isko utar k rakh leyn aur badamo ko grind kar k kheer k oper daal deyn
source :https://www.vegrecipesofindia.com/leftover-rice-pudding-kheer/
You got a 90.34% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit
Defended (43.40%)
Summoned by @urdublog
Sneaky Ninja supports @youarehope and @tarc with a percentage of all bids.
Everything You Need To Know About Sneaky Ninja
woosh
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit