daal mash banae ka tareeka

in tootke •  6 years ago 

main apke waste jese k roj bahot hi muskil se cheeze talash kar k share karta hon tu kuch din phele main ne ap sub ko sevain bnane ka tareeka btaya tha k kaise bana sakte hain tu sub ko bahot hi acha laga us se phele main ne kafi khana bnane k tareeke btaye aur ilaj bi btaye mera dost aj kal kahi gya howa hain is le koi ilaj tu nahi bta sakta lekin ap se aj daal bnane ka tareeka btao ga

dall tu wese herf koi hi banata hai lekin main aj apko bare maze ki daal bnane ka tareeka btao ga aur sub ko pasand aye gi main zaida post nahi bna sakta is le roj ap k le koi achi si dish share karta hon

Daal banane ka tareeka .

1 . mash ki daal lyn

  1. mash ki daal ko pani main dabao k rakh deyn 1 gante k le

  2. sabit mirch 5,6 lyn

  3. adhrak ka paste leyn

  4. podinaa leyn

  5. kati hoi hari mirche leyn

  6. dudh adha cup

  7. piyaz lyn aik adaaa

  8. kala namk bi daaal lyn

daal banane ka tareeka kar .

1 . jo daal bigho k rakhi hain uska pani nikal deyn aur aik daikchi main 3 se 4 cup pani daal kar halki anch pe garm kare

2 . jub daal gal jaye tu baqi pani nikal lyn

3 . ab is main lal mirch hari mirch aur adhrak daal deyn

4 . ab aik pain main gheee ko garm kar leyn

  1. peyazz ko us main daal kar jub peyz brown ho jaye tu usko nikal leyn kisi kaghaz k oper

  2. ub dish main daal nikale oper podina mirche dalle aur uske baad oper ghee nikal kar oper peyazz daal leyn

ub daal khane k le tyar hain

Photo source : https://www.masala.tv/masalaydaar-daal-mash/

Authors get paid when people like you upvote their post.
If you enjoyed what you read here, create your account today and start earning FREE STEEM!
Sort Order:  

You got a 69.77% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!