sri bhgwan kahte hai - purandarpur me devsarma namak dhrmatama brahmn rahte the unhe kabhi santi nahi mili ve tapswiyo ki seva me lge rahte the ak din unke samne ak mahatma prkat huye ve sada sant chitt aanand me vibhor rhte the, dev sharma ne unko prnam kar pucha ki mhatmn mujhe santi kese milegi to unhone kaha mitrwan jo bakriyo ka chrwaha hai vahi tumko updes dega, yeh sundev sarma mitrwan ke pas gya van me nadi ke kinare sila par betha tha bo sthan aaps me parspr beri jantu ber chodkar ak sath akatrit huye jantuo se ghire tha, mand man hawa bah rahi thi, mrigo ka jhund betha tha mitrwan dayamayi drsti se mano prthvi pe amrit chidak raha tha, dev sarma ne namskar kiya to mitrawan ne satkar kar usne mitrawan ka dhyan samapt hone par man ki baat puchi - mahabhag ! mai aatm gyan prapat karna chahta hu iski prapti ke liye koi upaya dijiye ki mai sidhi prapt kar saku,
yah sun mitrwan ne kaha ak samya van ke bhitar maibakriyo ki raksha kar raha tha tabhi ak vyaghr ki dristi mujh par padi ki mano sabko grs lena chahta ho mai mrtyu se darta tha mai bakriyo ka jhund aagekarke vaha se bhag chla kintu ak bakri sara bhya chod nadi ke kinare us vyaghr ke pas chli gayi fir to vyaghr dwesh chod chupchap khda ho gaya, bakri boli ki tumhe to abhist bhojn prapt hua hai mere sarir ka mas nikalkar prempurvak khao n kyo khde ho,
vyaghr bola - is sthan pr aate hi mere man se dwes ka bhav nikl gya hai isliye me tumhe khana nahi chahta, vyaghr ke yo kahne par bakri boli na jane me bhi kesenirbhya ho gayi hu iska kya karn hai tum jante ho to btao, yah sun vyaghr ne kaha me bhi nahi janta chlo samne khde is mahapurus se puchte hai dono yah kah vaha se chal diye dono ke swabhav me yaha parivartan dekh mai bhut vismya me pada tha itne me hi unhone mujhi se aakr prsan kiya vaha vriksh ki sakha pr ak banrraj tha undono ke sath manie bhi banrraj se pucha, mere puchne par banarraj ne kaha - ajapal suno yah jo van ke bhitar bhut bada mandir hai usme brhma ji ka sthapit kiya shivling hai prachinkal me yaha sukrma rahte the bo nadi se jal, vanse phool lakr unkiseva krte huye vaha nivas krte the bhut samya baad unke pas kisi atithi ka aagman hua, sukrma ne van se fal lakr bhojn ke liye arpan kiya our kaha mai tatv gyan ki iksha se keval sankar ki aaradhna karta hu aaj is aaradhna ka fal mujhe mil gaya kyo ki aap jese mahapurus ne mujh pr anighrah kiya hai, sukrma ke vachan sunkar mahatma ko badi prsannta hui unhone silakhand par gita ka dusra adhyaya likh diya our brahmn ko uske path our abhyas ki aagya dete huye kaha - isse tumhar aatmgyan sambhandi mnorath apne aap sidhha ho jayega yaha kahkar tapaswi dekhte dekhte antrdhyan ho gaye sukrma vismit hokar uske diye huye aadesha ke anusar nirantar gita ke dusre adhyaya ka abhyas karne lage jisse unka anthakran sudhh hokar unko atmagyan ki prapati hui fir bo jaha jaha gaye tapvan sant hota gaya usm shit ushn, rag dwes, sari badhaye dur ho gayi itna hi nahi bhukh pyas ka kast bhi jata raha, bhya ka sarvtha abhav ho gaya yaha dure adhyaya ka jap karnewale sukrma ki tapsya ka prbhav hai,
mitrwan ne kaha mai bhi bakri our vyaghr ke sath us mandir ki or gaya vaha likhe gita ke dusre adhyaya ko maine padha usi ki aavriti karne se maine tapsya ka par pa liya tum bhi kiya kro asha karne par mukti tumse dur nahi rahegi.
mitrwan ke es aades par devsarma ne uska pujan kiya punh devalya me aatm gyani mahatma ke pas phuch sara vratannt nivedan kiya our sabse pahle unhi se dvitiya adhyaya ko padha, unse updes pakr prtidin path karne lga our pram pad ko pa liya yhai dusre adhyaya ka mahttm hai. continue.....
Thanks for sharing Bhagwant amazing work..
Downvoting a post can decrease pending rewards and make it less visible. Common reasons:
Submit